iklan banner

How to create youtube channel

Some things you need to do when getting started on YouTube.


Channel banane se pahale aap apane YouTube channel ka naam decide Kar Lijiye Naam decide karne ke liye aap socialblade.com ya aur bhi site ka istemal kar sakte hain. YouTube ka naam aisa rakhen ki us naam se koi bhi channel nahi ho ya 1 , 2 ho kosish kare ki na hi ho.

How to bacome a successful YouTuber


Step 1 . Create a attractive YouTube channel 

2. Create a channel Art & Logo and

About Section me aap apne bare me aur channel ka bare me acchi tarah likhiye aur sabi social link like facebook , instagram, twitter , website etc ko link kar le.

3. Customize your channel layout 

4. Upload a video properly and regular 

5. Desides video tittel , Description & Tags .


6. Very very important that your video thumbnail make attractive thumbnail like viewers see your video thumbnail and click and watch video .

7. After uploading video go to video manager edit video 

in Enhancement aap kisi ka Face Blur & video ka particular area blur kar sakte hain.

(i) Audio setting me copyright free song use kar sakte hain.

Very very important....

(ii) End screen & Annotations karke video ko aur bhi behtar bana sakte hain.

(iii) Cards or Eye icon or i ball ko sabi video me jaraur lagaye. 

8. Channel setting me 

(i) Copyright status (aap agar dusre channel ka video apne channel par upload karenge to aapko copyright strik milega )

(ii) Community Guidelines Status (YouTube ke niyamo ka ulanghan karenge to aapko milegaa community Guidelines Strik. )

(iii) aap yahan aur bhi setting kar lijiye 

A. Numbers verify kar leijiye

B. Upload default settings me aap channel Category ko kijiye

C. Branding me video me watermark laga lijiye

D. Advanced setting me bhi badalo kar sakte hain


9. Analytics me Top 10 video ka rank dekh sakate hain

10. Create se copyright Free song download karke video me laga sakate hain.


Jab aapka 4000 ghante ka watch time aur 1000 subscribers ho jaye to aap channel monetisation ka liye apply kar sakate hain .

11. Monetisation ke liye apply karne ke liye channel setting me jane ka bad monetization par click karne ke bad naya windows open hoga 

Wahan youtube patnar program ke sabhi terms and conditions ko accept kijiye

Uske bad google adsense account ko link kijiye

Google Adsense account ink hone ke bad aapke YouTube account ka review kiya jayega . Review karane ke bad aapke video par ad aana suru ho jaye ga.


#mysupport #creatyoutubechannelinmobile


Hi friends

Mene is video me bataya hain ki aap kis tarha se apna attractive YouTube channel bana sakte hain.

0 Response to "How to create youtube channel"

Post a Comment

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel